Friday, March 20, 2009

Zindgi

Mutthi me band ret ki tarah bikhar jati hai,
Zindgi har baar milkar bichhad jati hai,
Chahton ke kohre me aksar dhundha karte hain,
Wo gunjti sadayen akhir kidhar jati hain.